Gadgets Updated HERE!!!

Sunday 10 April 2016

English sikhane ki sab se Best Application, for Smartphone Users

English Shikhne ka Sab se Best Apps Only Smartphone Users

Ager aap English week hai aur English Shikhna chatey hai toh yeh jankari apke liye hi hai

Aaj Kal her kisi person k pass smartphone hai aur jaha tak mai Janata hu zada tar log apne smartphone mein Internet ka use bhi karte hi hai.

Smartphone ne humare jivan ko asaan toh banaya hi hai.

Aur humhe bhaut sii chiz Shikhne ka mouka bhi diya hai.

Ager hum kisi bhi bhasha(Language) ko shikhna chaiye toh uske best se best results apko internet pe mil jaiyege.

Kuch esi parakar se kuch temo ne mil kar asie Application bhi banaye hai.

Jo aap apne smartphone mein bina browsing kiye use kar sakhte hai 

Apne smartphone mein uss application ko download kar k

Apko net pe application toh bhaut mil jaigi per apko uss applications ko follow karna cahiye jo wakai mai apko English sikhane mein puri help kar sake,
Khai asia na ho app esi application ya site ko follow kare jo apko English shikha bhi naa paye aur apki mehenat aur waqt dono kharb kar de,

Asie mein main apko ek best English apps ki jankari dena chata hu,
Jo apko real mein positive results de

Chailye aaj hum apko asie application k bare mein batane ja rahe hai jo Indian k liye bilkul best rahegi
Yani

 Best Learning English Apps

Iss Aaps ka naam hai

HELLO ENGLISH Apps



Iss application ki khasiyat yeh hai ki iss application ko sabhi log isstamal kar saktey hai.

Mere khene ka matlb hai yeh aaps apko sirf English hi nhi shikhati 

balki sabhi language shikhati hai jo India mai aksar use ki jati hai 

Ex- English ,Urdu , Punjabi,Arbic,Tamil etc.

Some images a languages deatils 




Iss apps mai aap ko per day apna task pura karna hoga wo aap choice kar sakatey hai ki apko kitne time wala task chaiye
5 mins,  10, mins ya 15 mins iss parakar se aap apna per day ka task le saktey hai .

Aur apna task pura kar skatey hai

Iski khasiyat yeh bhi hai ki ager apko koi word ya koi sawal puchna ho toh uska jawab apko helpline se 24 hours mein puch saktey hai



aur turant chaiye toh aap superfast helpline use kar saktey hai.

Superfast helpline use karne per apko apne coin spend karne honge jo apne per day work kar k Hello English  aaps se zama kiye honge,

Ismein apko two categories di jati hai


Ek toh ager aap uss bhasha ko shuru se sikh saktey hai  ya aap uss bhasha ko thoda bhaut jantey ho

Toh

Ager aap thoda bhaut us bhasha ko jantey honge toh Hello English aaps aapse us bhasha ka ek chota sa test lega ager aap paas ho gaye toh apko bich mei jagha di jaigi aur apki Golobal Rank bada di jaigi

Ager pass nhi kar paye toh shuru se shikhana hoga apko us bhasha ko. Aur Global rank shuru se di jaigi,



Ismein apko per day newspaper paper , Article, Conversation aur games diye jate hai jinko aap follow kar k apni knowledge bada saktey hai.

Iski sab se achi baat yeh hai ki ager aap koi bhi news ya article padd rahe ho aur agar apko kisi chiz ka matlab samaz nhi aye toh aap us word pe kuch der k liye press kijiye uss ka answer apko niche whai mil jaiga

Jis bahsha mein aap uss article ko shikh rahe ho

Ya ager apko uska answer na mile toh aap usko helpline mein puch kar jawab le skatey hai.

Yeb sab se better options hai iss Application ka.
Iss helpline se aap kuch bhi puch saktey hai jo apki samaz mein na aye ,

Ye options iss application ka sab se super option laga muje.

Aur ismein apko 10,000 word ki Dictionary di gai hai jo English k word apko hindi mein batyegi.

Ya phir aap jo bhi language sikh rahe ho uss mein


Aur iski sab se badiya aur achi baat muje  yeh lagi ki jis word ko hum english mein padd nhi saktey hai usko yeh



Apps bol kr sunata hai ki yeh kiya likha hua hai iska padne ka sahi tarika kiya hai

Taki aap future mei kabhi  koi bhi word galt na shike sab word ko ache se sikhe aur better speaker bane English k



Iss Apps mein apko Per day ek New word shikaya jata hai .
Jo kitabo se kuch alag hota hai.


Uska puara matlb aur conversation se bataya jata hai ki iss word ko kha aur kasie use kiya jana chaiye

Hello English apps sirf English shikhata nhi walki apko duniya mai professional banata hai.

Aap uss bhasha ko kisi k liye bhi choice kar saktey hai.
Chaiye bacho ko padne k liye ya job karne k liye ya phir videsh jane k liye

Yeh application apko sabhi prakar se English ya other language shikhane mein apki puri help karta hai.

Aur English sikh jane k baad aap samaaz mein sar utha k baat kar saktey ho kisi se apko hich kichane ki zarurat nhi padti hai,

Aap bhi unhi k barbar beth kr better feel karte hai,


Aap iss apps ko Play store ya humare niche diye gaye link se download kar saktey hai 
English hi nhi yeh zada tar apko bhasha shikha mein help karta hai

Niche diye gaye link pe click kare aur apni language ya English ko aaj hi se shikhna start kare,


👉Hello English Apps Download Now!!

Ager apko jankari pasand aye toh isko share karna na Bhule
Thanks.

0 comments:

Post a Comment

LATEST POST

Popular Posts

Translate

Alexa Rank

BlueHost Web Hosting

Search Here Smartphone

Search Here Gadgets

Web Hosting